Best* Urdu Shayari, Gazal , Sms:-
Hello Friends Today I am sharing with you a Urdu Shayari , Urdu 2 Line Shayari, Urdu Shayari With Image Downdoad, Urdu Bewafa Shayari, Urdu Dard Shayari For Whatsaap And Facebook Shareing,Latest Urdu Love Shayari, Gazal Shayari..So these above given Urdu Shayari and Status In Hindi and Heart Touching Sad Love Urdu Status are the best Sad Status Lines. You can share this Urdu Shayari,Sms,Quotes and Heart Broken Sad Status in Hindi and Urdu with your friends, boyfriend, girlfriend etc.these Urdu Quotes And Sad Status are available in Hindi .If you like this Urdu Sad Status And Heart Touching Status, then share it on social sites with friends.
![]() |
| Urdu Shayari |
Uss haseen chehre ki kya baat hai.. Har dil aziz..
kuch aisi uss mein baat hai..
Hai kuch aisi kashish uss chehre mein..
Ke ek jhalak ke liye saari duniya betaab hai..
kuch aisi uss mein baat hai..
Hai kuch aisi kashish uss chehre mein..
Ke ek jhalak ke liye saari duniya betaab hai..
![]() |
| Urdu Shayari |
Apne Ehsaas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kar Do..
Me K Sadiyon Se Adhoora Hun Mukamal Kar Do..
Na Tumhe Hosh Rahe Aur Na Mujhe Hosh Rahe..
Is Qadar Toot K Chaho K Mujhe Pagal Kar Do..
Me K Sadiyon Se Adhoora Hun Mukamal Kar Do..
Na Tumhe Hosh Rahe Aur Na Mujhe Hosh Rahe..
Is Qadar Toot K Chaho K Mujhe Pagal Kar Do..
![]() |
| Urdu Shayari |
Mujh Ko ilm-e-Rasa Dia Tu Ne..
Mujh Ko Taufeeq-e-Amal De Ya Rab..
Dikha De Jalwa-e-Manzil Mujh Ko..
Meri Taqdeer Badal de Ya Rab..
Mujh Ko Taufeeq-e-Amal De Ya Rab..
Dikha De Jalwa-e-Manzil Mujh Ko..
Meri Taqdeer Badal de Ya Rab..
![]() |
| Urdu Shayari |
Bari Be-Chain Rehti Hai Tabiyat Ab Meri Mohsin..
Mujhe Ab Qatal Hona Hai Magar Qatil Nahi Milta..
Mujhe Ab Qatal Hona Hai Magar Qatil Nahi Milta..
![]() |
| Urdu Shayari |
Bada Shoq Tha Unhe Mera Ashiyana Dekhne Ka..
Jab Dekhi Meri Ghareebi To Rasta Badal Lia..
Jab Dekhi Meri Ghareebi To Rasta Badal Lia..
![]() |
| Urdu Shayari |
Bade Sukoon Se Usy Rukhsat To Kar Dia Lekin..
Phir Us K Baad Mohabbat Ne Intiha Kar Di..
Phir Us K Baad Mohabbat Ne Intiha Kar Di..
![]() |
| Urdu Shayari |
Likhna Mere Mazar K Kutbay Pe Ye Haroof..
Marhoom Zindagi Ki Haraasat Main Mar Gaya..
Marhoom Zindagi Ki Haraasat Main Mar Gaya..
![]() |
| Urdu Shayari |
Is K Saye Me Mere Khawab Mehak Uthen Ge..
Mere Chehre Pe Umeedon Bhara Aanchal Kar Do..
Apne Honton Se Koi Mohar Lagao Mujh Par..
Ek Nazar Pyar Se Dekho Mujhe Ghayal Kar Do..
Mere Chehre Pe Umeedon Bhara Aanchal Kar Do..
Apne Honton Se Koi Mohar Lagao Mujh Par..
Ek Nazar Pyar Se Dekho Mujhe Ghayal Kar Do..
![]() |
| Urdu Shayari |
Tum Hatheli Ko Mere Pyar Ki Mehndi Se Rango..
Apni Aankhon Me Mere Naam Ka Kajal Kar Do..
Dhoop Hi Dhoop Hun Me Toot K Barso Mujh Par..
Me To Sehra Hun Mujhe Pyar Ka Badal Kar Do..
Apni Aankhon Me Mere Naam Ka Kajal Kar Do..
Dhoop Hi Dhoop Hun Me Toot K Barso Mujh Par..
Me To Sehra Hun Mujhe Pyar Ka Badal Kar Do..
![]() |
| Urdu Shayari |
Zaban To Keh Nahi Sakti, Tumhe Ehsaas To Hoga..
Meri Aankhon Ko Parh Lena, Mujhe Tum Se Mohabbaat Hai..
Meri Aankhon Ko Parh Lena, Mujhe Tum Se Mohabbaat Hai..
![]() |
| Urdu Shayari |
Tera Deedar Teri Fikar Tujh Se Pyar Ki Baaten..
Taqaza Yehi Dil-e-Nadaan Ka Subh-o-Shaam Hota Hai..
Taqaza Yehi Dil-e-Nadaan Ka Subh-o-Shaam Hota Hai..
![]() |
| Urdu Shayari |
Agar Saadiq Hue Ap Apne Iqrar-e-Mohabbat Me..
Talab Khud Kar Liye Jaenge Darbar-e-Mohabbat Me..
Talab Khud Kar Liye Jaenge Darbar-e-Mohabbat Me..
![]() |
| Urdu Shayari |
Bari Tabdiliyan Laye Hain Apne Ap Me Lekin..
Tumhe Bus Yad Karne Ki Wo Adat Ab Bhi Baki Hai..
Tumhe Bus Yad Karne Ki Wo Adat Ab Bhi Baki Hai..
![]() |
| Urdu Shayari |
Bikhar Raha Hai Fazaon Me Rang-o-Boo Ho Kar..
Utar Raha Hai Dilon Me Wo Guftagu Ho Kar..
Kabhi To Lafz K Paikar Me Dhal K Aega..
Me Jis Ko Sochta Rehta Hun Ba-Wuzu Ho Kar..
Utar Raha Hai Dilon Me Wo Guftagu Ho Kar..
Kabhi To Lafz K Paikar Me Dhal K Aega..
Me Jis Ko Sochta Rehta Hun Ba-Wuzu Ho Kar..
![]() |
| Urdu Shayari |
Main Tumhe Chand Kahun Ye Mumkin To Hai Magar..
Log Tujhe Raat Bhar Dekhein Ye Mujhe Gawara Nahi..
New Post:-2 Line Shayari And Whatsapp Status
Log Tujhe Raat Bhar Dekhein Ye Mujhe Gawara Nahi..
New Post:-2 Line Shayari And Whatsapp Status














